मेरे ब्लॉग के किसी भी लेख को कहीं भी इस्तमाल करने से पहले मुझ से पूछना जरुरी हैं

मेरे ब्लॉग के किसी भी लेख को कहीं भी इस्तमाल करने से पहले मुझ से पूछना जरुरी हैं

December 05, 2008

२/१२/०८ , ९.५० मिनट पर दी गयी मेरी अप्रकाशित टिपण्णी

२/१२/०८ , ९.५० मिनट पर दी गयी मेरी अप्रकाशित टिपण्णी मेरे गीत ब्लॉग पर

"जो मैं समाज को समझाना (सर्व धर्म सद्भाव ) चाहता हूँ, उसी की सफलता में देश की नयी पीढी और आपकी अगली पीढी का स्वर्णिम भविष्य सुनिश्चित होगा !"
satish ji
aap samaj ko kyu wo samjhana chahtey haen jo aap ko hii sirf theek lagtaa haen . aap blog likhey aap jo man aaye wo likhey , aap jiska kament chaahey rakhe chahey moderate karey kyuki yae adhikaar aap ka . par kisi bhi blogger ko agar uski aayu aap sae kam haen hamesha ek beta , ek beti ki umr kaa keh kar kyun usko yae ehasaas karaatey haen ki aaj ki genration naa samjh haen . mujeh lagtaa haen aaj ki peedhi jo tension bhog rahee haen ham purnaaii peedhi vaaley he uskae liyae zimmedar haen . yae hamaari galtiyaan haen jiskaa khamiyaaza nayii peedhee uthaa rahee haen .
aap ko yae post daalney kae saath saath us ka naam aur tippani bhi dalni chaeyae thee taki baat khul kar sammane aatee
aur rahee baat muslim samaaj kae un terrorist ko naa dafnaa nae ki to aaj tv par daekha ki wo keh rahey haen ki is liyae dafan nahin karegae kyuki wo unhey muslmaan hi nahin maantey

3 comments:

  1. आज की पीढ़ी समझदार है इसमे तो शंका ही नहीं है.
    कृपया वर्ड वेरिफिकेशन का झंझट हटा दें. सब दुआएँ देंगे.

    ReplyDelete
  2. मुझे नही लगता की आपकी टिप्‍पणी में किसी भी प्रकार की अभद्रता अथवा अश्लीलता है. फिर क्या कारण रहा की ये टिप्‍पणी प्रकाशित नही की गयी???

    मतलब की पोस्ट लेखन तो अभिव्यक्ति की स्वतंत्रता है परंतु टिप्पणियो के मामले में आप अधीन है.. वाहा आप की अभिव्यक्ति की कोई मायने नही रखती...

    आप जिस भी ब्लॉग की बात कर रही है उम्मीद है वे अपना पक्ष भी रखेंगे

    ReplyDelete
  3. kush
    tippani moderation blog owner kaa adhikaar haen aur mae iskae khillaf nahin hun .

    unko pura adhikaar haen ki jo baat unko sahii nahin lagii wo usko delete kardaey kyuki yahii abhivyakti ki swatantrtaa haen .

    lekin usii tarah mujhe bhi adhikaar haen ki agar mujhe lagtaa haen jo maene kehaa wo sahii haen to mae apni avaaj puneh blog kae jariyae logo tak pahuchau .

    aur bhai kush { vaese tum maerae baete ki umr kae ho }

    mae tumahri tarah meetha meetha vyang nahin likh paate ,

    so kadva kdava sach likh daetee hun par tum sahii ho aur mae tumhare saath hun
    rachna

    ReplyDelete

Blog Archive